Wordprss Dashboard Ki Madad Se WordPress Theme Kaise Install Kare
How To Upload Theme To WordPress
WordPress ki sabse khas baat yah hai ki ise use karna bahut aasan hai ise samjhne ke liye aap ko kisi technical knowledge ki zaroorat nahi hai, bas aap ko iske tips aur tricks ko samjhne ke liye is par thora wakt bitna hoga.
Secure Your Website or Blog From Hacker
How To Install WordPress Themes Locally:
aap wordPress theme repo se directly wordPress ke liye search kar sakte hai yaa chahe to ek zip file bhi downlod kar use install kar sakte hai. hamesh free theme se pehle better features aur functionality offer par dhayan dein aap chahe to premium wordpress ka chunav kar sakte hai yah aap ko ek behtar theme downlod karayegi . aap iski madad se theme ki zip file downlod kar use instal kar sakte hai.(upload theme to wordpress)
zip downlod karne ke baad apne wordpress dashboard mein login kijiye Appearance Theme par click kijiye aur install theme par click kare.(themes wordpress) iske baad upload par click kare yaha se aap upload theme screen par pahuch jayege aur phir yaha par aap ne jobhi zip file load ki hai use locate kijiye aur install now par click kijiye.yah kitni der mein hoga yah theme ki size aur internet ki speed par depend karta hai ek baar yah ho jaye to phir screen par aap ko installed theme screen show karega.
Blogging shuru karne ke liye kin chijo par Invest kare
Add Theme To WordPress:
Theme ko active karne se pahle live preview par click kare jisse ki aap yah dekh sake ki active hone ke baad yah kaise dekhegi uske baad agar aap ko uska look pasand aayaa hoto active par click kar sakte hai jiske baad install ki gayi theme public ke liye live ho jayegi yadi aap ko live karne se pahle kuch changes lana chahte hai to aap ko theme test drive wordpress plugin ka use kar sakte hai.(How To Install WordPress Template)
nice article halpfully