South Africa ke Ajab Gajab aur Intresting Facts jise abtak koi nahi janta
1- Africa ke Mursi Tribe ke mahilaye apne hontho me 5-inch ke plate pahante hai.
2- Africa me 5-14 saal ke bachche, jisme me se 41% bachche baal majduri karte hai.
3- Africa me har saal 46 haanthiyo ko maar diya jata hai.
4- Africa me Facebook users ki sankhya 10 crore se bhi jyaadah hai.
5- Africa me french bolne walo ki sankhya France se bhi jyaadah hai.
6- Misr Africa ka sabse popular tourist sites hai jahan har saal 1 crore tourist aate hai.
7- Africa aur Europe ke beech sabse kam duri (14.3 kilometer) hai jo ki samudr(sea) me hai.
8- Hippopotamus Africa ka sabse khatarnaak jaanvar hai jo crocodile aur lion se bhi jyaadah insaano ko maarta hai.
9- Africa me duniya ka sabse uncha pashu Giraffe paya jaata hai.
10- puri duniya ka sabse tez daudne wala animal Cheeta (Acinonyx jubatus) Africa me he paya jaata hai.
Top 10 Dangerous Railway Bridges in the World
11- sabse jyaadah Arabic Africa me he bola jaata hai.
12- Africa world ka sabse garm mahaadveep (hot continent)hai.
13- Africa earth ka dusra bada mahaadveep hai jo 11.7 million square miles me faila hua hai.
14- Africa ka sabse bada waterfall Victoria falls hai jo 355 feet high aur 1 mile wide hai.
15- Africa ki aabadi vishva aabaadi ka lagbhag 14.72% hai.
16- Africa me sabse jyaadah maane jane wala dharm Islam hai jiske baad Christianity aata hai.
17- Africa me 1000 sebhi jyaadah languages boli jaati hai, logo ka maanna hai ki iski sankhya 2000 tak hai.
18- Africa ek aisa mahadveep hai jisme se kark (cancer) aur makar (Capricorn) dono rekhaye gujarti hai.
19- Africa mahadveep me Niger nadi ko palm oil nadi kaha jaata hai.
20- Africa me sabse jyaadah urbanized country Libya hai.
21- Africa me sabse adhik jansankhya wala desh Nigeria hai.
22- Gold coast ke naam se jaana jaane wala desh Ghana hai.
23- Africa me sisal naamak plant se jut paida hota hai.
24- Africa ko dark continent kahte hai kyonki yaha aartik, saanskrtik, industrial, social aur education ke chetra (field) me kaafi pichada hua hai.
25- Africa me sabse jyaadah khajoor (palm) ka utpaadan Egypt ke country me hai.Egypt me kisaan ko phallah kaha jaata hai.
26- Antwerp duniya ka sabse bada diamond trade center hai.
Top 30 Amazing Facts in Hindi about World
27- Africa ke 6 countries Angola, Botswana, Mozambique, Tanzania, Zambia aur Zimbabwe ko front-line states kaha jata hai.
28- Nile river par basa sabse bada shahar Cairo hai.
29- Africa me sabse jyaadah olive ka utpaadan karne wala dash Tunisia hai.
30- Africa ke purv me hind mahasaagar aur pashchim me Atlantic Ocean hai.
Bharat ke Rochak Tathya jinhe aap ab tak nahi jante hai