Best Adsense Alternative For New Bloggers in Hindi
Aaj main aap ko Adsense ke best Alternative ke bare me bataoga. Maan lijye Unfortunately aapka Adsende Approve nahi ho raha hai yaa aapka Account Suspend ho gaya hai to koi baat nahi aap Adsense ke alternative se bhi bahut accha earn kr skte hai.Aaj ka iss article me main aapko aise to Adsense Alternative ke bare me batane wala hu jinke use se aap apne blog se Adsense ki trah hi income kar sakte hai.
Best Google Adsense Alternatives
1_Media.net
Yadi aap ek naye blogger hai or aap ko iss bare me koi idea nahi to bata do Media.net Adsense ka sabse best alternative hai yah ek trusted brand hai yadi aap ka Adsense disapproved ho gaya ho unhe sabse pahle media.net ka use karna chahiye. kyoki iske Yahoo Bing aur Contextual Ads jaise Sponsors hai. baut zyada sponsers hone ki wajah se yah aap ke blog according ads show karta hai joki iska plus point hai. aur aap ke liye bhi yah kafi fhaydemand hai.kyoki media.net ka use kar aap apne website ki income increase kar sakte hai
- Ad type: Targeted Text and Display
- Minimum payout : 100$ ( Paypal/ wire transfer)
2_Infolinks
Infolinks bhi Adsense ka badhiya Alternative hai iske paas 20,000 se bhi zyada publishers hai.infolinks ki technology kmaal ki hai.yah aap ke blog keywords ke according ads show karta hai. infolinks hamesha apni technology ko advance, improve krne me laga rahta hai jisse user ko kafi asani hoti hai.
- Ad Type: In-text search & in tag and many other type .
- Minimum payout : 50$ ( Paypal, wire transfer, eCheck, WU)
3_RevenueHits
(Ad sense ke liye Top Alternative in hindi)
Yah ek CPA ( Cost per acquisition ) based Advertising Network hai. RevenueHits par register karna bahut easy hai ispar register karne me sirf ten second hi lagte hai kaam karne hetu yah ek achcha platform hai iske kuch amazing feature hai for example: Separate Dashboard, Daily ads report etc.
- Ad Type: Display ads, Pop Ups & widgets.
- Minimum payout: 20$ ( Paypal, payoneer) [500$ wire tranfer]
4_ BidVertiser
Publishers ke liye yah ek bahut accha platform hai.kyoki yah visitor ko interest based ads provide krta hai. yah sabhi trah ke ads ko show karta hai agar aap blogging ke filed me new hai to aap BidVertiser ka use kar sakte hai lekin aap ko ek acchi starting ke liye thora wait karna hoga uske baad yaha se aap ek acchi earning kar sakte hai yah user ko Text ads, Banner ads, mobile ads etc provide karti hai .
- Ad Type: Text ads, Banner ads, mobile ads, and slider ads etc.
- Minimum payout: 10$ ( paypal, payza)
5_ Chitika
adsense alternatives for low traffic
Ab next jo Google adsense alternative aataa hai wah hai Chitika, lagbhag sabhi bloggers is ad network se familiar hote hai. aap ek simple step me chitika ke top quality ads ke saath jud sakte hai. yah three type ke ads offer karta hai. search targeted ads, local ads and moblie ads.
- Ads type: Targeted text, mobile ad and local ads
- Minimum payout: Payout 10$ paypal & 50$ (check)
6_ Skimlinks
yah ek Affiliate Program hai aap isse high commission earn kr sakte ho. agar aap affiliate karne ke best tarike jaante ho yah Google Adsense Alternative un bloggers ke liye accha hai jo apne blog par review ke bare me articles likhte hai. agar aap eCommerce based website manage kr rhe ho to bhi apke liye yah bahut accha hai.
- Ad type: Skimlink links
- Minimum payout: 10$ (paypal)
7_ Adversal
Aapke blog par lagbhag 50000 page view hone chahiye Adversal ko apply karne ke liye. yahan aap payenge multiple banner size ads, pop-under ads, quick setup, easy to interface, minimum 25% deposits and paypal credit card accepted.
8_ BuySellAds
yah ek PPC Yani pay par click advertising site hai, yah ek accha adsense alternative ho sakta hai, agar aap ka adsense approve nahi hua hai ya phir ban ho gaya hai. BuySellAds baki se bilkul different hai. dusare CPC or CPM ke according money pay karte hai lekin isme Pays For Direct Investment System hai. ise approve karna adsense se bhi zayd mushkil hai isme aap ka account tabhi approve hoga jab aap ke blog par Traffic High ho.
- Ad Type: Banner ads
- Minimum Payout: 20$ Paypal 50$ check , 500$ wire transfer.
How To Fix Site Crawl Error In Google Webmaster Tools ?In Hindi
CDN kya hai? aur yah website ke liye kyo zaroori hai? ( in hindi)
I hope aaj ka yah blog aap ko pasand aayaa hoga, yadi aap in me se kisi bhi alternative ka use karte hai to i’m sure isse aapki income earn hogi agar aap isse related koi bhi swal puchna cahte hai to hume comment kar sakte hai aap ke swal ka answer dene me hame bahut khushi hogi .Or ise apne dosto ke saath share karna na bhule.
Aapne sabhi best adsense alternative share kiya par mujhe to lagta hai ki adsense sabse best hai lekin agar aapko adsense aaproval nahi mil raha hai to aap dusre ad company se ads laga sakte ho.
ha bilkul dusre alternative pr bhi try karna hi chahiye
bro kya ham media.net ke ads hindi blog par laga sakte hain?
nahi media.net hindi support nahi karta
very nice article. Keep up the good work.
Bro hum adsensene ke sath orr bhi ad network ki ad apne blog par lga sakte hai?
ha bilkul laga sakte hai
Hi sir, my website was not approved by Adsense.. Then i saw various alternative of it.. Like media net, chitika, mgid etc.. But after reading their review i am confused.
kuch websites par likha he yeh adnetwork virus download kar dete he, cheap ads publish karte he, payment nahi karte. Please advise me good ad network for my hindi website..
Very Helpful Article
thank you.